Hot housewife with Policemen

hi this aey aar this is my first story please read it will post the next part only if you give good comment.I am an educated boy from a decent family looking for decent, safe, secret, open relationship……so first we will meet in a public place, if both of us are ok…. to go ahead… then we will decide accordingly lets explore life and have fun…..i m sure u would love 2 b with me and won’t regret on spending time with me……so what say…. have fun than mail me

us din kuchh achchha nahi lag raha tha. Subah se hi mann mein bharipan

lag raha tha. Aise hi alsaai huyi apne room mein soyi padi thi. Kaam

karne mein jee nahin lag raha tha. Tabhi gully mein shor hone laga. Apne

palang se uthkar baramde ki khidki se gully mein jhankne lagi.

Mohan Babu ke makan ke saamne bheed ekkathi ho rahi thi. Kya hua hoga

sochkar apni aankhein unke gate per gada di. Bheed mein fusfusahat ho

rahi thi. Tabhi khidki ke saamne se ek aadmi gujra to usse puchh liya,

“Aare bhaiya, kya ho gaya?”

Aadmi ne chalte-chalte jawab diya, “Kisi ne Mohan Babu ko chaaku maar

diya.”

Yeh sunkar main darr gayi. Din-dahade gulli me hatya. Uff! Kya ho gaya

hai iss duniya ko. Mohan Babu se hamare gharwalon ki jamti nahi thi. Ab

gharwale kaun? Ek mera marad aur doosri mein. Abhi teen-chaar din pahle

hi mere marad, Shyaam, ka jhagda Mohan Babu se kuchh len- den ko lekar

ho gaya tha. Lekin isse kya? Aakhir gully mein kisi ki hatya ho toh

bura toh lagta hi hai.

Main mann hi mann darr rahi thi. Soch rahi thi ki Shyaam jaldi ghar

aajaye to achchha hai. Lekin unhe to shaam ko hi aana tha. Doosre gaon

gaye huye the. Aisa hi bol kar subah jaldi nikal gaye the.

Thodi der baad wapas khidki khol kar Mohan Babu ke ghar ki aur jhanka

toh dekha aadmi toh jyada nahi the balki 6-7 police wale jaroor khade

the. Ab hatya huyi hai toh police wale toh aayenge hi. Tabhi dekha 3- 4

policewale mere ghar ki taraf aa rahe hai. Mera mann aur kharab hone

laga. Police wale mere ghar ki taraf kyon aa rahe hai? Main jhat se khidki

band karke wapas apne kamre ki taraf badhne lagi.

Doosre pal hi darwaaja peetne ki aawaj aane lagi. Main jhat se kamre ki

jagah apne ghar ke main darwaaje ki taraf badh gayi aur gate khol diya.

Police wale dhaddhadate huye ghar mein ghus gaye.

Maine hakbakakar unse poochha, “Aare ye kya kar rahe ho?”

Ek police wala kadakti awaj mein poochha, “Shyaam kidhar hai?”

Maine wapas poochha, “Kya kaam hai mere marad se?”

Tabhi doosra police wala dahada, “Saali, hamse poochhati hai kya kaam

hai? Kidhar chhupa kar rakha hai apne marad ko?”

Main sahamkar boli, “Wo toh ghar par nahi hai. Doosre gaon gaye huye

hai. Shaam ko aayenge?”

Tabhi usne kathorta se poochha, “Saali, ghar mein chhupa kar rakha hai

aur bolti hai ki nahin hai. Bata kidhar chhupaya hai.”

“Saheb main jhoot nahin bol rahi hoon. Wo toh subah se hi gaye huye

hai. Lekin baat kya hai?”

Tabhi tisre police wale ne kaha, “Tera marad shyam hai na?”

Jawab mein maine apna sir haan mein hila diya.

“Saale ne Mohan ka khoon kiya hai.”

Mere upar mano pahad gir gaya. Lekin sambhalte huye boli, “Kaise saheb?

Wo to subah se hi yahan nahi hai.”

“Kaise nahi hai. Bahar kayi logon ne use abhi thodi der pahle hi use

bhagte huye dekha hai. Wo koi jhoot nahin bol rahe hain.”

Meri toh aawaj hi band ho gayi. Tabhi ek police wala poora ghar

doondhne ke baad bola, “Idhar toh Shyaam nahi hai. Lagta hai saala bhaag

gaya.”

Toh doosre police wale ne usse kaha, “Jaa saheb ko bata kar aa.”

Main chup-chaap jameen per baith gayi aur rone lagi. Viswash hi nahi ho

raha tha. Jaroor kisi ne apna badla nikalne ke liye jhooth-mooth police

wale ko kah diya hoga. Shyaam ke saath meri shaadi ko sirf 6 mahine hi

huye the. Inn 6 mahino mein hamne khoob maza kiya. 3-4 mahine tak toh

wo ghar se bahar bahut hi kam waqt ke liye bahar niklta tha. Hum dono

din-raat bister per, kitchen mein, bathroom mein aur yahan tak ki aangne

mein maza loot te rahte the. Waqt kab ka nikal gaya samjh mein hi nahin

aaya. Lekin aaj..

Shyaam 25 saal ka ek gabroo jawaan tha. Kasrati badan aur thoda saanwle

rang ka lekin majboot marad tha. Bistar per uska koi jawab hi nahi tha.

Uska hathiyaar bhi uske badan jaisa moosal aur lamba-mota. Mere bitte

bhar se bada aur meri kalai se aadha. Uske sath byaah hone ke baad mein

apne pure jeewan ko bhul chuki thi.

Haan. Main shaadi hone ke pahle apne do-teen doston se yaari kar baithi

thi. Aur unke saath humbistar bhi. Lekin Shyaam se shaadi hone ke baad

maine kabhi bhi unko yaad nahin kiya. Ab jo kuchh bhi tha toh woh

Shyaam hi tha.

Shyaam aur mere purane yaron ki nazron me main gori chithi haseen

gudiya thi. Mere lambe-lambe baal, mere gore-gore gaal, mere madmust hoth,

mere anar jaise kadak santre ki size ke mumme, bhari huyi jhanghe. Aisa

hi kahte the woh sub. Aur main apni prasansa sunkar phoola nahi samati

thi.

Tabhi thanedaar ki kadakti huyi awaz ne mujhe jaga diya, “Kahan hai

uski bibi?” Mujh per nazar padte hi uski aankhein mere jism per giddh ki

ankhon jaise chipak gayi.

Tabhi mujhe ek police wale ne pakad kar khada kar diya aur bola, “Yehi

hai uski bibi.”

Thanedaar mere jism ko taulta huwa bola, “Kahan hai Shyaam?”

Maine sahmte huye kaha, “Mujhe nahi maloom. Woh toh subah se bahar gaye

huye hai.”

“Bata de warna mujhe aur bhi tareeke aate hai.” Thanedaar ne garajti

huyi awaaz mein poochha.

Main chup-chaap khadi rahi. Bahar bheed dekh kar thanedaar ne aur toh

kuchh nahi bola lekin main mehshoosh kar rahi thi uski nazron ko apne

jism mein dhanste huye. Thaanedaar apne aadmiyon ko kuchh batane laga aur

mujhe ghoorte huye bahar chala gaya.

Shaam ki 4-5 baj gayi. Police party apne thaane chali gayi. Maine chain

ki saans li. Lekin raat ko 8-8.30 baje phir ek police wala aaya. Mujhse

Shyaam ke baare mein poochhne laga. Maine na mein jawab diya.

“Aise kaise ho sakta hai. Tu subah bol rahi thi na ki woh shaam ko

wapas aayega. Ab toh raat ho chuki hai,” Police wale ne poochha.

“Unhone subah aisa hi kaha tha,” maine jawab diya.

“Lagta hai tu aise nahi manegi. Ab tere se haath-laat se baat karni

padegi,” Usne ghudkte huye kaha.

Meri dhuk-dhuk badhne lagi. Mujhe Shyaam per gussa aa rha tha. Ab tak

nahi aaya. Gully main ek khoon ho gaya aur bibi ghar mein akeli. Lekin

uska koi pata hi nahi. Tabhi phir socha. Usse kya maloom ki hatya ho

gayi hai. Agar maloom hota toh dopahar mein hi nahi aajata. Kya usne hi

hatya…

“Saali ko thane le chal,” Policewala apne sathi se kaha. “Saheb ne kaha

hai agar Shyaam nahi milta to uski bibi ko thaane lekar aana.”

Next part will be posted tomorrow

COMMENTS