{"id":12830,"date":"2017-12-21T02:35:16","date_gmt":"2017-12-21T02:35:16","guid":{"rendered":"http:\/\/badwap.live\/sex-stories\/2017\/12\/21\/kumar-apartment-part-3\/"},"modified":"2017-12-21T02:35:16","modified_gmt":"2017-12-21T02:35:16","slug":"kumar-apartment-part-3","status":"publish","type":"post","link":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/kumar-apartment-part-3\/","title":{"rendered":"Kumar Apartment Part 3"},"content":{"rendered":"\n \n<p>Sabko mera bahut bahut thanks mere story ko padne ke liye, aur also thanks for mail replies. Am really glad to know that you all are waiting for the next part of kumar apartment. Aaj ka episode part 1 ka agla hissa hai jisme shobha akash ko gym le jati hai aur uske baad kya hua wo aap pad kar jane. Hope you enjoy this part too and reply me your review. Aap apni opinion mujhe mere mail pe de sakte hai kahani padne ke bad. Aap logo ke mail ka mujhe intzaar rahega. Mera mail id hai {  } pe bhej sakte hai.<\/p>\n<p>Let\u2019s go to Kumar apartment..<\/p>\n<p>Part 3: shobha bhabi ke bhabi friends<br \/>\nNarrated by akash<\/p>\n<p>Mein to bas bhabhi ke muh se ayse choti choti galiya sun kar aur unke tight shorts se ubarte gand ko dekh kar bas maze le raha tha aur fir unke peeche peeche chal diya. Lift me bhabi se meine poocha \u201c apne kya kaha ki koi mishra ayegi paad paad ke mahka degi.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c are yar wo hai kuch auntiya yaha gym me aakar exercise kam gappe zada ladati hai. Unki bato ko hamlog ghode ka paad bolte hai ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Me bhi has pada zor zor se itne me lift 9th floor par ruki aur jayse hi lift khula mera hasi band ek aur kahar ko dekh kar. Ek kahar barsadene wali jawan ladki mere ankho ke samne khadi thi ous usne bhi bhabhi ke tarah tight kapde pahni hui thi jise dekh lag gaya ki wo bhi jim ko hi ja rahi hai. Itne me wo bhabhi ko dekh boli \u201c hi shobha how are you?\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c hi swati am good, tum aaj is time par?\u201d<\/p>\n<p>Swati \u201chaan sham ko nahi aa paungi thoda kaam hai to socha aaj is time gym jaun, rahe hath apsabse bhi mil lungi.\u201d<br \/>\nShobha \u201c that&#8217;s nice, ye rakesh ka bhai hai, kuch dino ke liye hamare ghar aya hai.\u201d<\/p> \n\n<p>Swati bhabhi chidate hue \u201caww dewar aaya haia ha ha ha!\u201d itna kahte hue usne mere taraf hath badate hue apna naam bola to mene bhi hath milaya aur apna naam bata diya. Fir lift band hua aur neeche chalne lagi. Wo hamre samne khadi thi aur me use peeche se ayse dekh raha tha mano ankho se uski tasweer bana raha hoon. Bhabhi ne mujhe kohni maari aur apne bhawro ko uthate hue isharo me poocha ki kya dekh rahe ho itna. To meine bho ungliyo ke isharo se kaha ki ye to pataka lag rahi hai. Bhabhi muskurate hue mujhe uske taraf ko dhakelne lagi mano wo chahti thi ki mein use takraun.<\/p>\n<p>Par me bhi ada raha aur bhabhi chal chali nahi, phir bhi is dhake mukke me bhabhi se thoda satne ko mila aur mujhe maza aa gaya. Unki boob har dhakke pe mere bazuo se takra rahi thi. Itne me swati palat kar dekhne lagi ki ho kya raha hai to ham dono sambhal gaye. Kitni khoobsurat lag rahi thi jab wo mud kar mere ankho se ankhe mila kar dekh rahi thi, chehra masoom aur badan haya ki bala. Uske tight tracks me ubharti uski gand ko dekh lag raha tha ki isne bhi andar kuch nahi pehna hai. Gand ke gol akar par mera mann phisalta jar aha tha. Fir wo muskurakar palt kar waps seedha khadi ho gayi aur shayad use pata tha ki mein use peeche se nihar raha hoon. Tab ye dekh bhabhi ne mere kan me phus phusaya \u201c itna pasand aa gaya hai to ek hath marlo.\u201d<\/p>\n<p>Me bhabhi ki kan me kaha \u201c pagal ho kya lath padenge.\u201d<br \/>\nBhabhi \u201care try to karo kya maloom shayad sachme uski gand marne mil jaye.\u201d<\/p>\n<p>Bhabhi ki muh se gand shabd sunkar mera mann aur tatolne laga aur iska asar bhi mere lose shorts me hone laga.<br \/>\nBhabhi \u201ckya hua try to karo dekhte rahoge to koi aur mar lega.\u201d<br \/>\nMein \u201c kya?\u201d<\/p>\n<p>Bhabhi \u201cchance.\u201d<br \/>\nBhabhi ko pata tha ki meine jaan kar poocha unki muh se firse gand sunne ke liye tabhi unhone chance kah kar bath khatm kar diya aur muskurane lagi aur itne me ham ground floor pahunche jaha gym tha.<\/p>\n<p>Gym ka door open kiya aur andar gaya to bas ap to me samajh gaya ki me bahut bura phasa. Shayad aaj bhagwaan mujhpe itna meharbaan tha jo ye mere life ka sabse haseen din tha. Gym me aur bhi haseen ladkiya thi jo khoobsurati ka agla matlab tha. Bhabhi ne mujhse kaha, \u201c ab yahi se dekhte rahoge ya andar bhi chaloge. Chalo mein sabse milwa deti hoon tumse.\u201d<\/p>\n<p>Ye sunkar me khush ho gaya chalo free ka introduction ho jayega fir dekhte hai bhagwaan aur kitna meharbaan hai mujh par.<\/p>\n<p>Sabne bhabhi ko hi hello bola aur unki hasi mazak shuru ho gayi ki itne me unki ek friend ne poocha \u201c kyu shobha aaj kise le aaye. Aaj kal akele akele chay pite ho hame kabhi nahi bulate.\u201d<br \/>\nShobha \u201c are shaloo ki bachi zada chalu mat ban agar me piyungi to tujhe bhi bulaungi. Chal ye rakesh ka bhai hai.\u201d aur fir mujhse kaha \u201c akash ye shalu, wayse naam shalini hai par ham shalu bulate hai.\u201d<\/p>\n<p>Shalini \u201chi akash to how are you?\u201d<br \/>\nMein \u201c am fine how are you.\u201d<br \/>\nShalini \u201cam good thanks. Wayse kab aaye aaj pahli bar dekha yaha.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201c bas aaj subah hi aaya.\u201d<\/p>\n<p>Itne me unki ek aur friend hamare pas aayi aur zor se hi boli. Chal chalan se hi kafi mazedar kism ki lag rahi thi. Tab bhabhi ne mujhe use bhi milate hue kaha \u201c hi payal, ye akash rakes ka bhai. Aaj hi aaya hai aur agar chay piyungi to tujhe bhi bulaungi, ok ab tum kuch mat bolna.\u201d<br \/>\nMe soch me pad gaya ki bhala chay pina is shahar me itni badi baat hai kya?\u201d<\/p>\n<p>Payal \u201c ok ok wayse sachme bulana jab bhi piyoge, ha ha ha! \u201c itna kahte hue payal aur shalini zor se hasne lage, kya maloom is chay ka fanda.<\/p>\n<p>Bhabhi ne mujhse kaha \u201c tum inki bato pe bilkul dhyan mat dena ye sab to bas ayse hi kuch bhi bad bad karte hai chalo.\u201d fir bhabhi ne mujhe apne peeche peeche bulaya aur dosri ladki ke pas le gayi. Agli jo thi wo bhi mast maal lag rahi thi. Bhabhi ne use dekar hi bola to wo boli \u201c hi shobha, ye kon hai tumhare sath, rakesh ko ditch kar diya kya? Ha ha ha!\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cchup kamini ye uska bhai hai. Kuch dini ke liye aya hai kuch kaam se.\u201d<\/p>\n<p>Itne me usne hi bolte hue kaha \u201chi! I am reena, and you?\u201d<br \/>\nMein \u201chi I am akash.\u201d<\/p>\n<p>Itne me shalini peeche se chillakar boli \u201cagli kitti party shobha ke ghar hogi reena.\u201d<\/p>\n<p>Reena \u201chaan bilkul bilkul kyu na is saturday ho jaye. Ha ha ha!\u201d ab to me inki ulti seedhi bate se ghanchakkar me pad gaya tha. Na jane kya kis duniya ki bate karte hai. Tabhi meine ek ladki ko bagal me dekha jo sabke sath muskura rahi thi par mujhe dekh kar aysa koi asar tak nahi dikha rahi thi mano mein hoon bhi yaha. Bhabhi ne dekha mujhe use dekhte hue aur uske pas le jakar milwate hue kaha \u201chi teena, ye akash hai rakesh ka bhai.\u201d<br \/>\nTeena \u201caw ok, hi akash.\u201d fir usne shobha se poocha \u201c kitne din tak hai ye yaha?\u201d<\/p>\n<p>Shobha ne use ankh marte hue kaha \u201c don&#8217;t worry jaldi chala jayegs shayad.\u201d<\/p>\n<p>Fir ham age bade to meine bhabhi se poocha ki usne aysa kyu poocha to bhabhi ne bola \u201cwo thoda secret joy aha sabko pata bhi aur nahi bhi kabhi baad me batati hoon. \u201c<\/p>\n<p>Itna kahte hue bhabhi ne mujhe ek aur ladki ke paas le gayi jo exercise kar rahi thi. Wayse uske exercice karne ka moves bahut badiya tha. Uspar uska tight grey legin aur pila t shirt. Uske ghungraile bal use sabse hat kar dikha rahi thi kyu ki bas isi ek ladki ke bal ghungraile the. Tab bhabhi ne use kaha \u201c hi jass, how are you aaj to kuch zada he workout ho raha hai, kya baath hai?\u201d<\/p>\n<p>Jass \u201cab tum apne sath ayse item laoge to impress to karna hi padega na mujhe ha ha ha!\u201d<\/p>\n<p>Me hairani se bhabhi ko dekha ki kya isne mujhe hi item bola kya?\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c ha ha ha! Ispar nazar mat dal already kafi nazar pad gayi hai. Ye akash hai rakesh ka bhai. Aur akash ye jass hai naam jasmin\u201d<\/p>\n<p>Jasmine \u201cchahe jiski bhi nazar pade kabhi na kabhi to me bhi khane wali hoon. Aur akash kayse ho? And call me jass ok.\u201d<br \/>\nMein \u201c bilkul badiya hoon aap batao.\u201d<\/p>\n<p>Jasmine \u201cmein to theek hoon aur agar tum chaho to aur bhi<br \/>\nTheek lagega.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201coffo jass tum to pura khul kar ha ha ha!\u201d<\/p>\n<p>Jass \u201cab kya karu dil to bacha hai jee.\u201d<\/p>\n<p>Shobha mujhe waha lekar jati hai tab peeche se jass \u201care iska number to batate jao.\u201d<\/p>\n<p>Shobha haste hue mujhe lekar gym k eek or le gayi aur boli \u201cab tum jo chahiye karo, ya fir sabko dekhte raho, aysa nazara bar bar nahi milta.\u201d<\/p>\n<p>Fir wo treadmill par chalne lagi aur me yoon hi sabko dekhte raha, wayse bhabhi ne sahi hi kaha aysa nazara aur kaha milega ladkiyo ko tight badan se chipke kapdo me exercise karte hue apne badan ko stretch karte hue. Meri to pant me ye sab dekh halchal honi shuru ho gayi thi. Kabhi shalini jhuk apne pav chute to uski gand mere taraf ko ubhar aati aur kabhi reena kamar ghumati to uske bade boobs teshirt par ubhar aate. To kabhi payal pairo ko itna phaila deti thi ki uski pant uski choot ki rekha ko dikha deti aur jasmine to mano pata nahi har bar mujhe hi dikhane ke liye kuch kar rahi hoti thi. Kabhi kabhi to wo ayse ayse ishara bhi kar deti mujhe ankh marker mano kah rahi ho ki \u201c lag rahi hoona me sexy.<\/p>\n<p>In sabke bad meine bhabhi ko dekha. Hay kya lag rahi thi jab wo push up kar rahi thi to fir kabhi peet k bal letkar tango ko upar utati aur beech beech me mujhe dekhti. Kai bar aysa bhi hua ki sabne mujhe unhe thaadte hue pakda par kisne bhi kuch nahi kaha sivaye choti si muskurahat ke. Itne me kab 1 ghanta guzar gaya pata bhi nahi chala aur bhabhi boli \u201cto fir tumhara tadna hua to chale?\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201ckya bhabhi aapne hi to laya yaha ab aur kya karu. Ankhe dedi bhagwaan ne.\u201d<\/p>\n<p>Bhabhi \u201cbas itne me hi pura lattu ho gaye to abhi to aur bahut kuch hai dekhne ko.\u201d<\/p>\n<p>Bhabhi ki bate sun mere to mann me laddo photo rahe the. Unhe chedna pasand tha aur mujhe unse chidwana pasand tha. Fir bhabhi ne sabko bola, \u201cok gals see you later.\u201d<\/p>\n<p>Itne me shalini ne kaha \u201chaan haan jao jao, rakesh to office gaya hoga na?\u201d<\/p>\n<p>Reena \u201care haan aura b to sirf devar bhabhi hai ghar pe, ha ha ha!\u201d<\/p>\n<p>Shalini \u201ctabhi to aaj itni jaldi jo hai ha ha ha! \u201c<br \/>\nShobha \u201ctum sab bas bhi karo yaar ye to aaj hi aaya hai thoda to sharam karo.\u201d<\/p>\n<p>Jasmine \u201chaan dekho to kitni sharmily hai jo aaj shorts me aayi hai dewar ji k sath.\u201d<\/p>\n<p>Reena \u201cakash ham sab bhi shadi shuda hi hai kabhi hame bhi apni bhabhi ke nazar se dekh lena.\u201d<\/p>\n<p>Mein to jaise kya bolu kya na bolu kar k chup tha jab payl ne kaha \u201care jane dona unko, kahi time kam na pad jaye rakesh kea ne se pahle ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Bhabhi ne zor ka bye bola aur mujhe lekar nikal gayi waha se. Ham lift me chade to dekha samne se ek aur khoobsurat ladki aa rahi hai. Sach bolu to ek hi din me meine itni sari khoobsurat ladkiyo ko aaj se pahle apne zindgi me kabhi nahi dekha tha. Wo bhi shayad lift pakadne ko hi aa rahi thi. Uske pas aate hi bhabhi boli,\u201dwow rashmi, looking so gorgeous kaha ja rahi ho?\u201d<br \/>\nRoshni \u201c kya bolu yaaar ek to late uspar gadi ki chabi ghar bhool aayi neeche pahunchi to yaad aaya. Aur kafi work out kiya aaj aysa lag raha hai.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201ckarni to padegi hi warna sare mard tumhare peeche hi pad jayengena hihi.\u201d<\/p>\n<p>Roshini \u201chaha that&#8217;s a point ha ha ha!\u201d<br \/>\nShobha \u201cwayse ye rakesh ka bhai hai, kuch dino ke liye aaya hai.\u201d<\/p>\n<p>Roshni \u201c aww hello, roshni.<br \/>\nMein \u201c hi akash.\u201d<\/p>\n<p>Roshni shobha se \u201cso aur batao rakesh kaysa hai bada busy hai aajkal.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201chaan yaar wo aur unke clients, abhi kal sham ja rahe hai mumbai. Abhi office ko.\u201d<\/p>\n<p>Roshni \u201caw wow to tum dono akele haan ha ha ha! \u201c<br \/>\nShobha \u201chaan akele hi hai filhal.\u201d<\/p>\n<p>Roshni fir aage ko mud jati hai aur jab wo aage ko mudi to mene dekha ki uski dress peeche se pusi khuli hui thi aur bas kuch nado pe bandhi hui thi aur me saaf dekh sakta tha ki usne andar koi bra nahi pehni hai. Bhabi ne mujhe firse usi haal pe dekha aur muskurane lagi par is bar unhone kuch nahi bola aur kiya shayad thaki hui thi. Lift jab 10th floor par ruki to roshni ne palta aur hame bye bola lekin jate waqt bhabhi ko boli,\u201dkabhi aao chay pine aur akash ko bhi lao.\u201d aur fir ankh marte hue bhabhi ko boli \u201cfilhal abhi tum pilo ghar jakar bahut thak gayi ho.\u201d<\/p>\n<p>Ab to mujhe pata lagana hi tha ki in aurato ko ye chay se itna kya lagaw hai bhala koi coffee ya cool drink ki bath kyu nahi karta.<\/p>\n<p>Fir ham apne floor par pahunche door open kiya aur apne apne room chale gaye. Me to utna thaka hua tha nahi fir bhi naha liya. Fir thoda der mobile lekar apne room me baitha apne dosto se chat kiya aur ayse waqt kat. Bhabhi to lag rahi thi ki shayad firse so gayi. Unke room se koi halchal nhi aa rahi thi. Fir mein kuch apne laptop pe karne laga aur ayse me 1 ghante guzar gaye. Fir mein uth kar living room me jakar baith gaya bas raah dekta raha ki kab wo apne kamre se niklegi.<\/p>\n<p>Kuch der bad bhabhi ke kamre se unke bathroom k darwaze ki khulne ki aur balti me pani bharne ki awaz aayi to me samajh gaya ki bhabhi naha rahi thi aur ab bahar aayi hai, thodi der me unke room k door khula par meine palat kar dekha to unhone bas thoda sa door khol rakha tha. Me sochne laga ki kya karu, ab jab ham itna khulkar baat kar rahe the to jaun ya nahi jaun karke. Fir mein utha par unke kamre ko nahi gaya aur kitchen ko gaya, par chalte chalte meri nazar thodi si khule door se unke kamre ke andar thi. Thodi bahut halchal dikh rahi thi. Ek glas pani piya aur sochne laga ki kya idea nikalu unke kamre me abhi jane ka ki bhabhi ko ayse me na lage ki me jan kar gaya unke kamre me unhe dekhne. Fir socha aur chaldiya, unke door k pas pahunchkar mene bola &#8220;Bhabhi, aaj khane me kya bana rahe ho?&#8221;<\/p>\n<p>Bhabhi andar se, &#8220;Haan kya akash kya pooche?&#8221;<br \/>\nMein &#8220;Lunch me kya banayenge? Me help kar deta hoon aap bas boldo.&#8221;<\/p>\n<p>Bhabhi &#8220;Itni kya jaldi hai mein aa kar bana dungi, ya badi bhook lagi hai.&#8221;<\/p>\n<p>Mein &#8220;Are nahi bhabhi socha aapko thoda help ho jaye.&#8221;<br \/>\nBhabhi &#8220;Help karna chahte ho ya mujhe dekhne ko taras rahe ho hahaha.&#8221;<\/p>\n<p>Mein &#8220;Nahi bhabhi aysa nahi hai aap to har baat ki dursi baat bana lete ho.&#8221;<br \/>\nShobha &#8220;Wayse waha ayse kyu khadeho me koi nangi nahi hu andar, door open kar sajte ho, shayad tumhari muraad puri ho jaye.&#8221;<\/p>\n<p>Mein &#8220;Meri kya murad bhabhi, apko dekhna to hai par had se zada nahi badna chahta.&#8221;<br \/>\nShobha &#8220;To matlab dekhne ka maan hi liya to fir door khol lona me bina kapdo k nahi hoon dewar ji.&#8221;<\/p>\n<p>Mein jaan kar bola \u201care kya bhabhi agar bhaiya ko pata chala to wo maar ke bhaga denge mujhe.\u201d<br \/>\nShobha \u201cto kya hua nazara to milega tumhe uske liye do lath nahi kha sakte?\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cwayse jab aap acha khasa nazara de hi rahe ho beech beech me to is ek nazare ke liye me itna kyu maru ki bhaiya lath maar ke bhaga de? Lalach me me zada nahi padta warna lose hota hai. Ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Shobha \u201cbade business minded ho wayse koi khaas nazara nahi hai tum andar aa sakte ho.\u201d<\/p>\n<p>Meine fir door khola aur dekha to wo ek satin robe me thi aur mujhe apna peeth dikha k khadi thi. Usne ek ek satin robe khadi thi jo uske aadhe jangho tak thi. Unhe dekh mere badan me curnt dowd gaya par me kuch b oonch neech kam nahi karna chata tha bas dekhta raha. Jis andaaz se wo mujhe palat kar dekh rahi to wo shabdo me bayan karne me nahi hota. Itni khoobsurat lag rahi thi wo mano jannat se abhi abhi robe me koi pari utri ho lekin koi son pari nahi par sexy pari jo kah rahi ho ki aao aur chodke mar jao.<\/p>\n<p>Shobha \u201cayse kya dekh rahe ho jayse ki koi x-ray vission ho tere ankho me.\u201d<br \/>\nMein \u201cuski kya zaroorat bhabhi, apto ayse me hi kisi ka bhi pasina chuta de.\u201d<br \/>\nShobha \u201cpar tere to koi pasine nahi chut rahe ha ha ha! Kya mein kam sexy lag rahi hoon?\u201d<br \/>\nMein \u201ckya bhabhi? Sach bolu agr bhaiya ka lihaz na hota to ab tak to kood jata aap par.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cacha? Bas ek meri jango ko kya dekhe tum to pura pagal hi ho gaye. Ye theek nahi. Socho agar meine zada dikha diya to tum kya karoge?\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cmein pata nahi bhabhi ab aap aur mat uksao wayse bhi subah se aoko uske baad apki dosto ko dekh mera halat kharab hai uspar aap bhi bas.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201caur kya bolo? Zara mujhe bhi bolo na aur kya?\u201d<br \/>\nMein \u201caap to bas mujhe uksane pe lage hue ho subah se, aur wo bhi jaan booch kar haina?\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201care waah aysa kya? Jayse ke meine abhi tumhe yaha bulaya, bhala itni jaldi kya bhook lagi tumhe jo tum khane ke bare mein poochte hue chale aaye, bhook to hai par zahir nahi karna chate ki bhook khane ki hai ya kuch aur. Batati hoon tere bhaiya ko ruk.\u201d<\/p>\n<p>Itna kahte hue wo mere taraf mudi aur meine dekha ki unka seena itna khula hua tha ki mujhe saaf pata chal gaya ki unhone andar kuch bhi nahi pehna tha. Panty ki to pata nahi par seena dekh kar pata chal gaya ki bra to hai hi nahi aur agar bra nahi hai to panty bhi nahi hogi shayad. Mein to bas unhe dekhta raha aur sochta rahi ki ek aurat mere samne khadi hai aur wo bhi bas ek robe me aur ye soch mere short ke andar dhak dhak ke jhatke marna shuru kar di. Aur shayad ye bhabhi ne bhi notice kiya jise chupane ke liye mein darwaze ke frame par chupne laga.<\/p>\n<p>Shobha \u201care dekhoto koi sharma raha hai itna ki darwaze pe chup raha hai.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cmein kuch sharma warma nahi raha aap kuch bhi boldo.\u201d<br \/>\nShobha is bar bol hi di \u201care mein teri bath thodi na kar rahi hoon.\u201d<\/p>\n<p>Mujhe samajh aa gaya ki shayad nahi par pakka wo mere land ki bath kar rahi thi jo mere short me dheere dheere khada ho raha tha to meine anjaan hote<\/p>\n<p>Hue bola \u201caap bhabhi hamesha baato ko yoon ghuma firakar kyu bolte ho? Seedhe seedhe kyu kuch nahi kahte?\u201d<br \/>\nShobha \u201cagar seedhe seedhe bol doon to maza kaha rahega?\u201d<br \/>\nMein \u201cacha to seedhe seedhe agar boldo to aapko kya lagta hai ki me kaboo se bahar ho jaunga kya?<\/p>\n<p>Shobha \u201c ha ha ha! Kuch kah nahi sakti shayad ho jaye jayse wo ho raha hai abhi.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201ckon bolo kon?\u201d<br \/>\nShobha \u201cjayse ke tumne samjha nahi ha ha ha! Chalo niklo ab abhi ka show khatm hua. Baaki baad ke liye bacha lo abhi to tere bhaiya ko ane me bahut time hai.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201citna khoobsurat nazara chor kar jaun kaha mein?\u201d<br \/>\nShobha \u201cagr ye khoobsurat hai to socho aane wala nazara kitna khoobsorat hoga, chalo ab door band karo aur jao, mujhe kuch pehanne do warna khana banana to door pine ko pani bhi na naseeb ho ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Mein \u201csachme mein jaun kya?\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201caur nahi to kya tum zada umeed mat rakho. Mein aysi hi hoon bas chingari chidkane me mujhe maza aata hai. Chalo ab jao warna me isme bahar nahi aane wali.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cwayse meine is robe me dekh hi liya hai to ab aapko problem kya hai?\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cacha to tum chahte ho ki mein din bhar isi me rahu kya? Chalo bhago me aati hoon.\u201d<\/p>\n<p>Mein zada force na karte hue ki kahi bhabhi ka mood na kharab ho jaye \u201cok bhabhi chalo aap aao me wait karta hoon\u201d<br \/>\nItna kahte hue meine door thoda band kiya aur sofe pe jakar baith gaya apna land apne jangho ke beech daba kar. Kuch panch das minute me bhabhi bahar ke kamre me kuch halchal sunayi di aur fir door khula aur wo bahar aayi par is bar aysa kuch nahi pehni thi jisme unki tange ya janghe dikhai de, par fir bhi wo sexy lag rahi thi apne lambe sleeveless gown me aur mein yahi soch raha tha ki bhaiya itni sexy biwi ke sath rahte hai to shayad roz unhe chodhte honge. Nahi to koi aadmi bhala kayse kaboo kar payega. Unke khule baal halki geeli aur chehra ekdam khila hua chamakta gora, unke bazu jo silk ke tarah chikna aur unka angdayi leta hua badan us gown me. Me to bas dekh dekh ke man hi mann muth mar raha tha, itne me wo poochi, \u201ckya hua akash itna mat dekho ki me bhasm ho jaun.\u201d<br \/>\nMein \u201c ha ha ha! Nahi bhabhi bas soch raha tha ki bhaiya ko kitni khoobsurat biwi mili hai. Sachme sala bahut lucky hai.\u201d<br \/>\nShobha \u201c<\/p>\n<p>Ade flirty ban rahe ho hmmm. Wayse tumne jym me sabko dekhana kuch bataya nahi?\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201chaan sab ke sab sexy aur item hai bhabhi, par aap to kamal ki ho. Bas aap jaysa koi nahi(bas flirt marta hua).\u201d<br \/>\nShobha \u201cacha jhute mein sab dekh rahi thi. Gym me mujhse zada to tum bakiyo ko taad rahe the.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201c oho bhabhi bhala aapki nazro se kuch bachta bhi hai ya nahi?\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c ha ha ha! Kuch nahi bachta babu tere jayse bahuto ko dekh k aayi hoon\u201d ab jakar wo ek sofe pe baith gayi theek mere samne aur boli \u201chaan to batao sab kayse lage mere friends?\u201d<br \/>\nMein \u201csab badiya aur supar maal, sach bolo to apse bolta hoon khul kar, ek bhi aysi nahi jo zabardast nahi sivaye us teena ke. Baki sab to ache se bath kiye par wahi ek thi jo ajeeb thi.\u201d<br \/>\nShobha \u201care waah tujhe to sabke naam yaad ho gaye itni jaldi. Ha ha ha! Wayse teena ke bare me bolu tu tu uspar bilkul bhi nazar math daal.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cmatlab, kyu uske sath koi hadsa hua kya.\u201d<\/p>\n<p>Shoba \u201c hadsa uske sath nahi wahi ek hadsa ban gayi yaha, tu promise kar jo bhi baat hai yaha sab hamare beech rahegi.\u201d<br \/>\nMein \u201care bhabhi aap ankh band karke mujhpar bharosa kar sakte ho mein ayasa nahi jo koi bath pet me pacha na sake puri tarah se.\u201d<\/p>\n<p>Itne me unhone pair upar sofe par kiya aur aram se sofe ke side par baith gayi aur apne balo se khelte hue boli \u201cok chalo tumhe sabke bare me batati hoon, teena se shuru karte hai. Use na hmmmm ladko se koi lagaaw nahi. Samjhe na?\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cohh to kya ladkiyo se hai ha ha ha! \u201c meine ye mazak me bola lekin tabhi.<\/p>\n<p>Shobha \u201chaan yaar wo lesbian hai aur ye ham sabhi ladkiyo ko maloom hai exept is apartment ke mardo ko.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cwow really is she a lesbian.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c ha ha ha! Tum itna kyu khush ho rahe ho maano tum ladki ho aur lesbian bhi. Sochlo uspar se tera patta kat gaya.\u201d<br \/>\nMein \u201cnahi nahi par apko shayad pata nahi mujhe lesbian sex vedios bahut pasand hai.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c are waah ye to badiya hai kyu ki kabhi kabar mein bhi dekh leti hoon.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cto aap porn bhi dekhti ho hmmmmm.\u201d<br \/>\nShobha \u201cjayse ki aaj ki duniya me hai jo porn nahi dekhta. Akash aur mein to sath me dekhte hai.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201c ha ha ha! Rakesh bhaiya to school time se hi porn dekhte the, kitni baar unki cd aur dvd chura kar mein dekha karta tha apne dosto ke sath.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cdosto ke sath? Ha ha ha! Gay the kya?\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201caoho bhabhi, tab dvd player kaha sabke ghar hota tha to dosto se mangta tha aur tab majburi me sabke sath hi dekhna padta tha, par ham andhere me dekhte the.\u201d<\/p>\n<p>Bhabhi \u201c ha ha ha! Ok ok ham girls ki hi tarah jab ham college hostal me the. Ok ab bolo shalini kaysi lagi?\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cpataka bhabhi pattaka! Lambi hai mujhse par aap jitni gori nahi. Lekin haan maal hai.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c ha ha ha! Wayse wo bhi bhabhi hi hai tere liye. She&#8217;s also maried and uska hasband army me hai.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201csachme? Kya maal lagti hai. Par lagti nahi ki married hai.\u201d<br \/>\nShobha \u201care tum samajh nahi paye na bilkul bhi, shalini, reena aur wo roshni jo lift me mili sab married hi hai.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201croshni bhi?\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c ha ha ha! Haan wo bhi lagta hai kisi ka dil aagaya roshni pe jo itna saham gaye use shadi shuda paakar\u201d<br \/>\nMein \u201cmera to dil sab par aa gaya bhabhi, bas kise sochu aaj raat wahi nahi pata.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cwayse tumne meri puri frnd circle abtak dekhi nahi ye to bas gym me mile ho aaj.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cok par haan mujhe wo swati bahut pasand aayi jo lift me mili jab ham ja rahe the.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201caww ok, wo to young hai aur pata hai aaj kal uska aur teena ka thoda zada ghumna firna ho raha hai.<br \/>\nMein \u201csachi wow. Kash mein unhe dekh pata.\u201d<br \/>\nShobha \u201cmatlab kayse dekh pata dekha na aaj dono ko aur kya?\u201d<br \/>\nMein \u201cno bhabhi aap samjhe nahi kya matlab sath me ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Shobha \u201caww to tumhe live porn dekhni hai kya lesbian wali ha ha ha! \u201c<br \/>\nMein \u201caapne khoob samjha wayse bhi real porn jo bhi ho american porn site ke porn se to badiya hi hota hai.\u201d<br \/>\nShobha \u201ctum na bade seedhe ban rahe the aaj subah aur ab dekho kya kya bahar aa raha hai.\u201d<br \/>\nMein \u201csach bolu to bhabhi aaj tak meine ayse khul kar kisi se baat nahi kiya jitna aapse.\u201d<\/p>\n<p>Ting tong<br \/>\nItne me doorbell baja.<br \/>\nBhabhi \u201ckon ho sakta hai is time shayad koi korier wala hoga. Itna kahte hue wo uthi aur door kholne jane lagi to meine kaha \u201crukiye mein kholta hoon.\u201d<\/p>\n<p>Itna kahte hue bhabhi ke uthne se pahle mein utha aur jhat se door open karne ke liye gaya. Door khola to bas, aaj ka din meri itihaas me yaad rahega. Lo ek aur khoobsurati ka ajuba.<br \/>\nSamne ek female khadi thi aur use dekh uski bas shakal hi dekh me to bas fida ho gaya. Wo ek sleaveless top aur payjame me thi aur uska wo andas khade rahne ka apne payjame ke nade ke sath khelte hue bas me to door pakad kar khada raha tabhi awaz aayi bhabhi ki \u201ckon hai akash?\u201d<\/p>\n<p>Itne me wo ladki jo bahar thi usne door push kiya aur mujhe thoda peeche hatate hue andar ghusi aur boli \u201ckameeni ye mein hoon.\u201d<\/p>\n<p>Bhabhi ne use dekhte hue \u201care bhawoo chal aaja ha ha ha! Tera hi intzaar. Wo rakesh ka bhai hai akash.\u201d<br \/>\nBhawna \u201cpata hai mujhe reena ne bataya to sochi kameeni ke kabab me thodi haddi banne aa jau.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201c ha ha ha! Abhi tak kabab banne layak kuch hua anhi aur tum haddi banne ki bath karti ho. Chalo baitho. Akash inse milo ye bhawna hai.\u201d<br \/>\nMein \u201chi, I am akash.\u201d<\/p>\n<p>Bhawna \u201cnaam bole ki zaroorat nahi mujhe to sari khabar mil gayi. Aur tum dono ko dekh aysa lagta nahi ab tak kuch kabab talna shuru hua nahi ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Shobha \u201care zalim kabhi to samajh me tere jayse chudakkad nahi.\u201d<\/p>\n<p>Ab mujhe thodi thodi samajh aa rahi thi ki is society ki aurate kafi naughty baate karte hai jo shayad ham mardo ko pata bhi na chale. Shayad gym me mile ladkiyo ne ye socha ki ham yaha sachme chudayi kar rahe hai. Mujhe shak hone laga ab ki inka chay ka matlab kya tha.<\/p>\n<p>Bhawna \u201cto akash kaysa laga hamara apartment? Aur tumhari bhabhi ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Shobha uspar sofa ka cussion phekte hue boli \u201cpahle kamini tu aakar baith idhar, fir pooch bechara alraedy sadme me hai aaj itni ladkiyo se milkar subah se ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Me sharmata hua darwaza band kiya aur dheere dheere leaving room ko aane laga jah wo dono thi.<\/p>\n<p>Bhawna \u201ctab to acha hua mein aa gayi, gym ko aaj nahi aa saki. Us dood wale ne pareshan kar rakha tha doodh ke payse ke liye to bas..\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201care yaar haan usne to aaj pani mila dala harami ne. Kal rakesh ja raha hai mumbai, to parso use dena hai payment.\u201d<br \/>\nBhawna mere taraf dekhte hue aur naughty smile marte hue boli \u201care waah rakesh bahar ja raha hai, tab to me jaldi aa gayi. Ha ha ha! Kal hi aana chahiye tha.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201care yaar wo naya hai is shahar me mein to bas use har baat samjha rahi thi, samjha kar na .\u201d<\/p>\n<p>Mein sochne laga ki ab tak to mein aur bhabhi baat hi kar rahe the par aysa kya wo samjhayi mujhe jiske bare me wo bhawna ko bol rahi thi.<\/p>\n<p>Bhawna \u201cwayse ise dekh aur iski nazarko dekh lagta nahi time lagega tujhe. Jaldi seekh jayega\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cbhabhi aap kiss bath ka bath kar rahe ho mujhe samjha nahi kujhe.&#8221;<\/p>\n<p>Shobha \u201care ye bas bol rahi hai ki tumne sabko theekse jana nahi ye ayse hi ghuma firake bolti hai har baat.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cjayse ki aap har baat ko seedhe seedhe bolte ho?\u201d<br \/>\nBhawna \u201cto ab tak bande ko track me nahi laayi kya? Kitna time lagati hai.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cthoda time do tabhi sab milkar chay pee sakenge ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Mein mann hi mann soch liya ab to is chaay ki kahini janni hi padegi warna chain se so bhi nahi paunga.<\/p>\n<p>Iske baad bhabhi uthi aur bhawna aur angdayi lete hue boli \u201cok akash tum yaha thodi der tv dekho mujhe thodi personal bath karni hai isse ok if you don&#8217;t mind.\u201d<\/p>\n<p>Mein \u201cno problem bhabhi.\u201d<\/p>\n<p>Bhawna \u201c ha ha ha! Bhabhi ha ha ha! Wo bhabhi bolta hai?\u201d<br \/>\nShobha \u201cidiot bola tha na dusro ke samne shobha bolna.\u201d<br \/>\nMein \u201cuff sorry, aadat se ho gayi sorry sorry.\u201d<\/p>\n<p>Bhawna \u201cnahi nahi bhabhi hi bolo thoda effect zada rahta hai ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Shobha uthi aur bhawna ka hath pakad kar apne room ko legayi aur jate jate boli \u201cwapas aakar baat karti hoon tere bhabhi shabd ki.\u201d<\/p>\n<p>Bhabhi ne ye dantte hue kaha lekin unke dant me gussa bhi tha aur naughtyness bhi.<\/p>\n<p>Bhawna \u201care chor do bechare ko wayse shobha kal sham ka watsap message dekha hamare group me swati ka.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201chaan dekha tha sunah mili bhi thi par time nahi tha poochne ka.\u201d ye shobha ne apne ankho se mere taraf ishara karte hue boli bhawna ko.<\/p>\n<p>Bhawna \u201cchalo na andar thodi baat karni thi.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201chaan kyu nahi, akash tum yahi ruko mein thodi der mein aati hoon.\u201d<\/p>\n<p>Fir wo dono bhabhi ke kamre me gaye aur is bar darwaza band hua to pura lock k sath band hua.Uske baad unki kuch baate hue jo mujhe theek se sunayi nahi de rahi thi, fir bhi samajh raha tha ki kuch payse ki bath ho rahi hai.<\/p>\n<p>Kuch der tak unki bate thodi bahut sunne ki koshis ki par pura kuch bhi samajh nahi aa raha tha, wo kuch kabhi dress ke bare me to kabhi payse ke bare me to kabhi party jayse to kuch na kuch bol rahe the.<\/p>\n<p>Ayse hi time nikal gaya mann me aaya ki ek bar bhabhi ke room ke key hole se thoda jhank loo fir socha ki nahi agar bhawna ko pata chala to wo kya sochegi soch kar me baitha raha. Do ladkiyo ki chahchaati adha adhuri baate door se sunne me bhi acha lag raha tha. Fir kuch adhe ghante ayse bore rahte rahte kisi ne door bell baja diya. Tabhi bhabhi ne andar se kaha \u201cakash zara dekhna to kon hai.\u201d<\/p>\n<p>Mera mood nahi tha bhabhi ko haan ya ok ya kuch bhi bolne ka kyu ki mein akela baitha pak raha tha, socha subah ke doodh wale jaysa hoga koi corier wala ya salesman, aur kon hoga is time. Bina kuch bole mein utha aur darwaza kholne ko gaya. Door hole se dekha to koi bhi nahi dikha aur meine door khola aur kholte hi lo aaj ka ek aur jhatka. Use dekh mein wahi khada dekhta raha aur mann hi mann sochne laga \u201cyaar is apartment me aysi koi bhi hai kya jo kisi ka hosh na udaye. Sajh dhajke party wear jayse kapdo me wo haseen maal lag rahi thi, ab to aysa lag raha tha mano mere din pure ho gaye jo bhagwaan aaj ayse raham kar raha hai wo bhi sunahre raham itni sari khoob surat haseen mahilao ko ek hi din me mila kar. Mein sochne laga ki khaak me 1 mahina bekar me baitha tha apne ghar jabki kab ke yaha aa jana chahiye tha. Wo ek white colour ki dress me thi jo bilkul uske adhe se zada upar jangho tak thi. Uski white dress aur uska gora tan aur tange dekh me bas darwase pe dekhta khada raha jab usne bola \u201chello? Who are you?\u201d<br \/>\nTab jakar hosh aya mujhe to meine kaha \u201c ji ji mein rakesh so sorry akash rakesh bhaiya ka chota bhai.\u201d<\/p>\n<p>Wo \u201caww to tum ho akash.\u201d<\/p>\n<p>Mein sochne laga isne to ayse kaha mano isse mere bare me pata ho to meine poocha \u201chaan mein hi hoon par aapko kayse pata akash ke bare me?\u201d<\/p>\n<p>Wo \u201creema ne bataya tha ki koi akash aya hai shobha ka dewar, haha chalo ab andar aane doge? Shobha kaha hai.\u201d<\/p>\n<p>Itna kahte hue usne door ko dhakka diya aur andar ko chalne lagi aur boli \u201caur wo kamini bhawna kidhar hai? Usne yaha aane ko kaha. Wo hai kya yaha?\u201d<\/p>\n<p>Us pari jaysi ladki ke muh se kamini gali kitna mast lag raha tha, itne me usne fir se bola \u201cpata nahi ready hui bhi ya nahi. Jane kya kar rahi hai.\u201d itna kahte hue usne zor se \u201cbhawna\u201d chila diya aur fir bhabhi ke kamre se awaaz aayi bhawna ki \u201chaan haan yahi hoon just 5 minutes.\u201d<\/p>\n<p>Uske baad shobha \u201caa rahi hai aa rahi hai, ha ha ha! Aaj thoda zada sajh rahi hai apne uske liye.\u201d<\/p>\n<p>Abhi aayi hoon ladki \u201chaan haan sajh le kamini tera hi number hai aaj.\u201d<\/p>\n<p>Me darwaze pe khada bas use peeche se dekh raha tha uski janghe kitni khoobsurat lag rahi thi. Aysa dress pehne hue to meine bas picturo me dekha tha ladkiyo ko aaj wo murad bhi puri ho gayi. Mera to aaj land ka bura halat tha, acha hua nahane ke baad bhabhi ko khayal me rakhte hue meine anderwear pehan liya ki kahi subah ke tarah land khada na ho jaye soch kar par ab mera land dheere dheere dhak dhak jhatke marne laga par tight underwear ke karan wo meri niyat bahar nahi nikal raha tha. Pahle subah subah bhabhi fir bhabhi ke bad lift me swati aur fir gym me to pariyo ka pura jhund aur afir wapas ane par bhabhi ki baate aur uspar bhawna aur ab ye jiska naam tak nahi pata tha mujhe aur me to itna khoya hua tha ki naam puchne ka bhi time nahi mil raha tha. Hay alla aaj agar mere hatho me kalam aur kagaz hota to mei ashleel shayri likh dalta. Itna sab sochte hue aur use dekhte hue me bas khada raha darwaze ke paas aur itna bhi hosh nahi ki darwaza band kake andar jaun tabhi mere peeche se ek awaz aayi \u201chello mr? Who are you?\u201d<\/p>\n<p>Tab wapas hosh me aakar palta to lo beda garg, ek aur haya ki bala mere samne khadi thi, aaj upar wala mujhe khushiya de raha tha ya thadapne ki saza de raha tha? Mere samne ek aur ladki khadi thi jo khoobsrat thi par use dekh aysa bhi lag raha tha ki uski umar hogi 30 35 ke beech par fir bhi wo bhi kaho to dhana dhan chodne layak maal lag rahi thi. Pink colour ke party wear me thi wo jo uske jangho tak thi aur me sochne laga ab ye kon hai aur ab mujhe itni sari janghe dekh adat si hone lag gayi thi par fir bhi dekh k mann to lalcha hi raha tha sath hi jangho se aage aur dekhne ki bhi icha umad rahi thi. Par khud ko kar me use dekh wahi khada raha aur dekhte dekhte mere samne se wo bhi andar ko aa gayi. Kya khusbhoo thi uski lah lhate hue balo ki. Kamseen kamar patli nabhi uff aaj to bas me muth mar kar mar jana chahta tha. Kash bhagwaan itna aur raham kare mujhpar ki inhe bas dekhu nahi aur khelne ka bhi maoka de de. Yahi dua ho rahi thi mere mann me.<\/p>\n<p>Fir dekha to usne pahle aayi ladki ko kaha \u201chi simran, your looking so gorgeous yaar.\u201d<\/p>\n<p>Tab jakar pata chala ki uska naam simran tha, tabhi simran ne jawab me kaha \u201chi sweta you looking damn sexy too yaar aaj to chaa jayenge.\u201d<\/p>\n<p>Sweta \u201cthank you babe wayse tere samne to mein kuch bhi nahi, shobha kaha hai aur bhawna?\u201d<\/p>\n<p>Simran \u201cbhawna taiyaar ho rahi hai aur pata nahi shayad shobha nahi aa rahi aaj.\u201d<\/p>\n<p>Sweta \u201ckyu, what happened to her now?\u201d<\/p>\n<p>Simran \u201c ha ha ha! Shayad koi mehmaan aaya hai aaj so free nahi hai.\u201d ye usne mere taraf ishara karte hue kaha aur tabhi sweta mere taraf mudi aur dekhte hue simran se poochi \u201cwho is this by the way.\u201d itna kahte hue wo mujhe ek smile bhi diya aur kaha \u201chey sorry, sorry to introduce myself, I am sweta.\u201d<br \/>\nMein \u201chaan mein akash\u201d<\/p>\n<p>Isse pahle ke mein aage bolta sweta ne hi bol diya \u201caww akash? Rakesh ke bhai, suna aaj tumhare bare me.\u201d<\/p>\n<p>Itne me simran ne usse poocha \u201ctumhe kisne bataya?\u201d<br \/>\nSweta usko dekhte hue \u201care wo shalini aur payal mili thi subah unhone hi bataya.\u201d<\/p>\n<p>Ye sun mein hairaan bhi tha ki yaar yaha to bate hawa ke tarah phailti hai aur sath hi khush bhi tha ki chalo sab mere bare me jaan to rahe hai specialy females apartment ki. Fir wo dono apas me bath karne lage aur me dheere se unke peeche ja kar khada ho gaya. As normal do female aur bath bhi kya kare wo bas apne kapde necklace highheals bla bla bathe par me to bas uhe peeche se dekha ja raha tha. Swetha ka dress peeche se open to simran ka dress peeth ke pas open tha jisse saf pata chal raha tha ki dono ne hi dress ke andar bra nahi pehni hai, pata nahi is apartment ka hai ya is shahar ka ki yaha bra pehanne me mahilao ko takleef hoti hai. Yahi sab mann hi mann soch kar aur dimag me inhe chodhne ka khayal lekar me ayse hi khada raha tabhi shobha bhabhi ke kamre ka lock khula aur shobha bahar aayi.<\/p>\n<p>Ham theeno ki nazar uske kamre ke taraf thi, meri simran aur sweta ki jab bhawna bahar aayi, aur me bas yaah allah mashah alaah yeh kya ho rah hai aaj.<\/p>\n<p>Bhawna ek yello dress me bahar aayi aur wo dress bhi simran aur sweta ke dress ke jaysi hi aadhi jangh ko dikhate hue. Me to laghbhag pareshan sa ho raha tha. Mann to kar raha tha ki sari izzath bhool jaun aur wahi khada sabke samne muth marna shuru kardu.<\/p>\n<p>Bhawna ne yellow colour ki ek off shoulder party dress pehna tha jiska skirt hissa kafi khula aur lahlaha raha tha uske gori tango ko dikha ke. Pata nahi kaha ja rahi thi ye sab par jaha bhi jaye aaj waha ke mardo ki kayamat thi. Par meri sabse khushi ki baat ye thi ki jab bhawna bahar aayi to usne sabse pahle mere taraf dekha aur ankho ke bhawro ko hilathe hue shayad ye pooch rahi thi ki wo kaysi lag rahi hai.<br \/>\nItne me simran \u201coh my god look at her.\u201d<\/p>\n<p>Sweta \u201cdamn don&#8217;t be so sexy that I forget the party and pull you to my room.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cbehave sweta we arent alone.\u201d<\/p>\n<p>Simran \u201ccome on yaar ha ha ha! Is dress ko pehanne me itni der laga di ye to one peace hai ha ha ha! Ho kya raha tha andar.\u201d<br \/>\nSweta \u201csee see simran agar me bolu to wo bolti hai behave aur khud itna time laga rahi thi dono andar \u201c<\/p>\n<p>Inki bate jitni naughty ho rahi thi mera para utna hi upar chad raha tha aur mere land ka halath to aysa tha ki aaj uska nass phatke mera maoth hona tha.<\/p>\n<p>Itne me bhawna \u201ccome on yaar sahi fitting mil nahi rahi thi, I tried 3 to 4 dress of shobha.\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201chaan haan me to moti hoon kamini\u201d<br \/>\nBhawna apne dress me pari ki tarah mudte hue are yaar aysa nahi tere property ache hai ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Shobha simran aur sweta hass padi. Shobha \u201ckamini thoda to lihaz karo yar wo yaha hai kya sochega.\u201d<br \/>\nBhawna \u201cshut up, all of you bas shhhhh, \u201c<\/p>\n<p>Aur fir usne mujhse poocha \u201cakash, bolo mein kaysi lag rahi hoon.\u201d<\/p>\n<p>Ye sawal sun mujhe to pata nahi tha ki kahna kya hai? Mein bas bola \u201csexy\u201d<\/p>\n<p>Aur ye sun sabne bas itna zor se hasaa ki me sochne laga ki yaar ye meine kya kah diya.<\/p>\n<p>Shobha \u201coye akash kya kah rahe ho? Bolu tere bhaiya ko.\u201d<br \/>\nMein hakbakate hue \u201cnahi matlab beautifuly sexy. Not in any other way.\u201d<\/p>\n<p>Tabhi sweta ne mere bath ke peeche peeche pooch dala \u201cwayse shobha why arent you coming?\u201d<br \/>\nSimran \u201care sweta samjhona, uska dewaaaarrrrrrrr aaya hai ha ha ha! Aur pati dev bhi nahi ghar par to bhala kayse aayegi.\u201d<br \/>\nBhawna \u201c ha ha ha! Haan yaar meine bhi bola ise ki akash ko bhi le chalte hai par mani hi nahi\u201d<br \/>\nSimran \u201cofcorse yaar party me wo maza kaha jab ye yaha akele &#8230;&#8230;\u201d<\/p>\n<p>Shobha \u201cbas kar kamino aur us bechare ko chod\u201d<br \/>\nYe sun mann hi mann me kah raha tha ki kyu is becha re ko chodo, balke chodo nahi sab milkar chodho.<br \/>\nItne me shobha \u201care yaar tum log na use aaye din me hi bhaga daloge chalo jao ab tum sab.\u201d<\/p>\n<p>Sweta \u201cyeah yeah why not. Kabab me haddi kyu bane chal yaar simmo nikalte hai ha ha ha! \u201c<br \/>\nSimran \u201chaan yaar ham inka waqt zaya kar rahe hai. Chal bhawna wayse bhi der ho rahi hai.\u201d<\/p>\n<p>Bhawna fir mujhe dekhte hue \u201cjo chahe karle ne do yaar inko hame kya wayse bhi chay jab piyenge to sab milkar piyenge.\u201d<br \/>\nAb mujhe inki chay ki bath kuch kuch samajh aane lagi thi.<br \/>\nSweta \u201cofcorse yaar ise akele thodi na pine denge ha ha ha! \u201c<br \/>\nSimran \u201c abhi to bahut din hai hamare paas kyu akash? Kitne din ho aur tum?\u201d usne mujhse pucha<br \/>\nMein \u201chaan hoon kuch do hafte aur\u201d<\/p>\n<p>Sweta \u201cwayse swati ke ghar bhi naya chaypatti aaya hai kal uska message dekha tha group me.\u201d<br \/>\nShobha \u201chaan haan will talk over it yaar you guys don&#8217;t spoil the thing please.\u201d<\/p>\n<p>Bhawna \u201cyeah sweta lets go let them have some time alone ha ha ha! \u201c<br \/>\nSimran \u201cok yaar kyu ham kabab me haddi bane lets go ha ha ha! \u201c<\/p>\n<p>Itna kahte hue sari ladkiya nikalne lagi sabne shobha ko hug kiya. Wo sab sachme naughty bato ke alawa bahut hi ache friends bhi hai. Par meri nazar to kahi aur thi.<\/p>\n<p>Sabne shobha ko gud bye bola aur ek sath nikalne lage kana phusi karte hue ar sath hi sath mujhe palat kar bye bhi bola. Uff kayamath thi sabke sab jo bhi kaho agar kabhi theeno ko ek sath chodhne ko mile to sach bolu to itna chodunga ki unka pata nahi par shayad mein chodh chodh kar mar jaun. Mei to bas inke jane ke baad apne bathroom me jakar jam kar muth marna chata tha. Par tabhi yaad aaya ki yaar apni shobha bhabhi to yahi hai aur itni sari baato se ab aysa lag raha tha ki aaj to sachme kuch hone wala hai mere aur shobha ke beech&#8230;&#8230;<br \/>\nEnd of part 3<\/p>\n<p>Umeed karta hoon apko acha laga aur age padne ki icha ho to mujhe mail kare, aur apni rray bhi de mere mail id pe, { <a href=\"\/cdn-cgi\/l\/email-protection\" class=\"__cf_email__\" data-cfemail=\"650e10080417041504171108000b1116535c250208040c094b060a08\">[email&#160;protected] }<\/p>\n \n\n","protected":false},"excerpt":{"rendered":"<p>Sabko mera bahut bahut thanks mere story ko padne ke liye, aur also thanks for mail replies. Am really glad to know that you all are waiting for the next part of kumar apartment. Aaj ka episode part 1 ka agla hissa hai jisme shobha akash ko gym le jati hai aur uske baad kya [&hellip;]<\/p>\n","protected":false},"author":1,"featured_media":0,"comment_status":"open","ping_status":"open","sticky":false,"template":"","format":"standard","meta":{"footnotes":""},"categories":[3],"tags":[],"class_list":["post-12830","post","type-post","status-publish","format-standard","hentry","category-desi"],"_links":{"self":[{"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/posts\/12830","targetHints":{"allow":["GET"]}}],"collection":[{"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/posts"}],"about":[{"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/types\/post"}],"author":[{"embeddable":true,"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/users\/1"}],"replies":[{"embeddable":true,"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/comments?post=12830"}],"version-history":[{"count":0,"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/posts\/12830\/revisions"}],"wp:attachment":[{"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/media?parent=12830"}],"wp:term":[{"taxonomy":"category","embeddable":true,"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/categories?post=12830"},{"taxonomy":"post_tag","embeddable":true,"href":"https:\/\/badwap.live\/sex-stories\/wp-json\/wp\/v2\/tags?post=12830"}],"curies":[{"name":"wp","href":"https:\/\/api.w.org\/{rel}","templated":true}]}}